Enjoy Every Movement of life!
Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai
Zuban pe fool dil mein khanjar chipaye baithe hai
Hum kitne pagl hai unko khuda bnaye baithe hain🍁
जुबान पे फूल दिल में खंजर छिपाए बैठे है
हम कितने पागल है उनको खुदा बनाए बैठे है🍁
