Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akhein bhi khoob byan karti hain || hindi shayari || true shayari
Har baat ko byan karne ke liye lafaz zaroori to nahi
Kuch baton ko ankhein bhi khub byan karti hain..!!
हर बात को बयान करने के लिए लफ्ज़ ज़रूरी तो नहीं
कुछ बातों को आँखें भी खूब बयान करती हैं..!!
Title: Akhein bhi khoob byan karti hain || hindi shayari || true shayari
Ek Badnaam Ashiq || hindi dard shayari
“Ek Badnaam Ashiq”
Jikr bhi tera
fikr bhi teri
ishq bhi tera
Mohabbat bhi teri
Mai to kayal hun is khubsurat se dil ka
Vrna ye adaa bhi teri
Orr sb wafaa bhi teri
