Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Masla mohobbat ka || love hindi shayari
CHAHAT KA KYA….
KISI KO BHI CHAH LE…
MASLA TO MOHABBAT😇 KA HAI
SIRF EK SE HOTI HAI..❣!
चाहत का क्या…
किसी को भी चाह ले…
मसला तो मोहोब्बत 😇का है
सिर्फ एक से होती है..❣!
Title: Masla mohobbat ka || love hindi shayari
Milne koi toh har || true lines hindi
Milne Koi Toh Har Shakhs Ehtraam Se Mila,
Par Jo Mila Kisi Na Kisi Kaam Se Mila.
मिलने को तो हर शख्स एहतराम से मिला,
पर जो मिला किसी न किसी काम से मिला।

