Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tode jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro
Ek din rulate hue sabko chhod jayenge
Enjoy Every Movement of life!
Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tode jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro
Ek din rulate hue sabko chhod jayenge
padhane vaale kee kamee hai,
varana…girate aansoo bhee ek kitaab hai…
पढ़ने वाले की कमी है,
वरना…गिरते आँसू भी एक किताब है…
Zindagi se bdi saja hi nahi
Aur kya jurm hai pta hi nahi
Itne hisso me bat gya hu mai
Mere hisse me kuchh bacha hi nahi💔
ज़िन्दगी से बड़ी सज़ा ही नही
और क्या जुर्म है पता ही नही
इतने हिस्सो में बट गया हूं मैं
मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नही💔