Skip to content

Sabse door ho gye || sad but true || hindi shayari

टूटे हुए काँच की तरह
चकनाचूर हो गए,
किसी को लग ना जाये
इसलिए सबसे दूर हो गए🥺।।

Title: Sabse door ho gye || sad but true || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshiyan || True lines || Hindi shayri

Khamoshiyan hi thik hain
Lafzo se log rooth jate hain 💯

खामोशियाँ ही बेहतर हैं
लफ़्ज़ों से लोग रूठ जाते हैं💯

Title: Khamoshiyan || True lines || Hindi shayri


Wo raat || hindi shayari

Wo raat thi kuch khaas si….,
Us raat ki kya baat thi…..,
Wo ishq ki shuruaat thi…..,
Wo theek mere hi pass thi…,
Takra rahi thi saans bhi…..,
Doori bachi thi bas naam ki……
Shabd mere ladkhada rhe the….,
Ashq palkon pe chaa rhe the…..,
Dekhta tha jab main usko , wo ishq seene me laa rhe the….
Wo ankhen palkon se jhaakti….,
Wo hasna uska tha laazmi….,
Ek khwab dekha tha kaafi pehle ,
Shayad wo poora ho aj hi…..
Aj yaad ayii hai uski fir , to Shabdon me bayan kiya……..,
Khwabon aur yaadon ko maine fir sabha me jama kiya……..

Title: Wo raat || hindi shayari