Sacha dost आइना और परछाई ki tarah hota hai आइना kbhi jhooth nhi bolta परछाई kabhi sath nhi chodti 💯
Sacha dost आइना और परछाई ki tarah hota hai आइना kbhi jhooth nhi bolta परछाई kabhi sath nhi chodti 💯
Mere Aansuon se khataa ho gyi…
jo beh chle jaalim zamaane ke aage.
Hakikat se pehle kyon aankhein namm ho gyi,
jo mere sapne bhi saare jal kar raakh ho gye …
kaash! hume ye ehsaas pehle hi ho jaata….
kimat nhi inn anmol motiyon ka yahaan ,
jo ab yu andhere se aankhein milaayi ,
chiraago se roshni bhi judaa ho gyi.
Hazaaron se bhi jyadaa gum humne chupaaye,
na jaane kaise ye daastan bayaan ho gyi.
-by SARITA CHAUHAN
Mukki reejh tamanna koi rakhne di
Khuab udde asmani mere dhool ban ke..!!
Baki reha na kuj mere andar hun bas
Teri yaad seene khubh gayi e sool ban ke..!!
ਮੁੱਕੀ ਰੀਝ ਤਮੰਨਾ ਕੋਈ ਰੱਖਣੇ ਦੀ
ਖ਼ੁਆਬ ਉੱਡੇ ਅਸਮਾਨੀਂ ਮੇਰੇ ਧੂਲ ਬਣ ਕੇ..!!
ਬਾਕੀ ਰਿਹਾ ਨਾ ਕੁਝ ਮੇਰੇ ਅੰਦਰ ਹੁਣ ਬਸ
ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਸੀਨੇ ਖੁੱਭ ਗਈ ਏ ਸੂਲ ਬਣ ਕੇ..!!