Skip to content

Sacha pyaar || oh hasi rawe

Mennu chahidi ni oo
Oo hassdi rve enna kaafi hai

Title: Sacha pyaar || oh hasi rawe

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Andheri yeh zindagi

Jaau kaha raahe na nazar aati 

naahi ulzhi si ulzhan ki sulzhan nazar aati

neend na aaye raaton ko bin soye najane kitne raate kaati

jo dekh pau raah unme v kaante nazar aa jaati

andhero se ladkr lgte roshni k talash me har roz hum

khushi toh jaise gyb hi hogyi milta nhi kuch v siwaye gum

Title: Andheri yeh zindagi


Waqt ki majbooriyan || sad but true || hindi shayari

Waqt ki majbooriyon galtfehmiyo mein fas kar reh gya apna rishta,
Varna kuch waade to agle janmo ke bhi the💔

वक़्त की मजबूरियों-गलतफहमियों में फँस के रह गया अपना रिश्ता,
वरना कुछ वादे तो अगले जनमों के भी थे!💔

Title: Waqt ki majbooriyan || sad but true || hindi shayari