Skip to content

sad hindi shayari || heart broken whatsapp video status || tere naam || sad song

tere naam || sad whatsapp video status || sad shayari

khwahish nahi rahi ab jine ki humein
bacha jo zivan humne tere naam kiya ..!!
jo chal raha us chand dhadkno ke silsile ne
tera naam liya subah shaam liya..!!
dil ko chir kar tere sitam jo sahe humne
us har sitam mein khud ko humne zaar zaar kiya..!!
jo sanse bachi hain is seene mein
kasam se inhone mujse jada tujse pyar kiya..!!
is mohobbat ne gazab ka aram yun diya
mera sab kuch kho k tere naam kar diya..!!

https://youtu.be/Rso8ygOOZ9U

Title: sad hindi shayari || heart broken whatsapp video status || tere naam || sad song

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Luckiest person || best friend || english quotes

English quotes || friendship quotes || best friend english quotes




ALWIDA KEH MUDH GAYE || Sad Status Punjabi

Kujh lafaz hor kehne nu baki c
kujh dil de haal sunaane baki c
par oh bin sune
alwida keh mudh gaye

ਕੁਝ ਲਫਜ਼ ਹੋਰ ਕਹਿਣੇ ਨੂੰ ਬਾਕੀ ਸੀ
ਕੁਝ ਦਿਲ ਦੇ ਹਾਲ ਸੁਣਾਣੇ ਬਾਕੀ ਸੀ
ਪਰ ਉਹ ਬਿਨ ਸੁਣੇ
ਅਲਵਿਦਾ ਕਹਿ ਮੁੜ ਗਏ

Title: ALWIDA KEH MUDH GAYE || Sad Status Punjabi