Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil jab se toota || sad but true || hindi shayari
Likhti to pehle bhi thi mein
Magar dil jab se toota hai mashoor ho gyi hu ✍️
लिखती तो पहले भी थी मैं,
मगर दिल जब से टूटा है मशहूर हो गई हू✍️
Title: Dil jab se toota || sad but true || hindi shayari
tairne ka hunar
Kise ko paane ki chahat me itna
na doobo ki fir, apne tairne ki hunar
kaam hi naa aye
किसी को पाने कि चाहत में इतना
ना डूबों कि फिर। अपने तैरने का हूनर
काम हि ना आए।

