Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines
Maine kab kaha mujhe gulaab dijiye
ya fir mohabbat se nawaz dijiye
Aaj bahut udaas hai dil
Gair ban ke hi sahi pr ek bar awaaz dijiye🍁
मैने कब कहा मुझे गुलाब दीजिये
या फिर मोहोब्बत से नवाज़ दीजिये
आज बहुत उदास है दिल
गैर बन के ही सही पर एक बार आवाज़ दीजिये🍁
Title: Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines
Ek din tum bhi chala jaaeyga || VIDAI
“EK DIN TU BHI CHALA JAYEGA,
PHIR SE MERE DIL KO RULAYEGA,
YE SAB KAR KE NA JAANE KYA PAYEGA,
PHIR EK RAAT YE DIL AKELA BITAYEGA”
