Skip to content

sad whatsapp video status || dooriyan song by guri || punjabi shayari || heart broken

Dooriyan || whatsapp video status with shayari

nain mere ne kamle hoye
tere lyi eh kinna roye
dil pagl krta e ehna chandriyan tanhaayian ne
dil te gehra e fatt hoyia
pta nhi pyar tera kiwe ghatt hoyia
sanu maar ditta e sajjna es ishqe ch judayian ne

Title: sad whatsapp video status || dooriyan song by guri || punjabi shayari || heart broken

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari

Yun fasle na badha marz aur ilaz ke bich 
Mai kahi mar na jau kal aur aaj ke bich🍁

यूँ फ़ासले न बढ़ा मर्ज और इलाज के बीच
मैं कहीं मर न जाऊं कल और आज के बीच🍁

Title: Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari


Jaroori hai || Hindi shayari

Haan hr baar byan nahi hoti chizein,
Kbhi kbhi dil mei chupakr rkhna b jruri hai..
Haan koshish ki jaye to ho skta hai,
Kuch apno se fasla bnakr rkhna bhi jruri hai..
Zindgi bhr ka sath dena, Vada krte hain, kehna jruri nahi,
Par bin kahe aakr sath nibhana to ho skta hai..
Haan shayad tumhe namnjoor hi sahi,
Par kbhi kbhi apna kehne wale ko gale lgana bhi jruri hai..
Tmaam zindgiyan yhan, Chan Minto m khtm ho jati hai,
Maut to aygi hi ,Par maut tk ka safar agr teh kr jao,
To ye zindgi bitana ik hasrat sa hai..
Haan baatein meri bhle achi na lge,
Sach to hai yahi……is duniya mei,
Jise chaho usse rulana bhi jruri hai..
Beintehaan na sahi bhale thoda hi hai, Aitbaar to kro kisi par ,Haan thoda dr lgega ,
Par kisi gair ko apna kissa sunana bhi jruri hai..
Jruri hai ..

Title: Jaroori hai || Hindi shayari