Skip to content

Safar wahi tak yaha tum ho || hindi shayari

सफर वही तक जहाँ तक तुम हो,
नज़र वही तक जहाँ तक तुम हो,
वैसे तो हज़ारों फूल खिलतें हैं गुलशन में मगर,
खुशबू वही तक जहाँ तक तुम हो।

Title: Safar wahi tak yaha tum ho || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kami unki jindagi me

Rahi hongi kuch kami unaki jindagi me ,

Yuhi koi mauth ko gale nahi lagata.

-By Abhishek kshirsagar



Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari

Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai. 
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀

दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀

Title: Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari