Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Ghazal or Shayari || Hindi shayari
NA DEKHIYE GHADHI WO WAQT HAI G RUKE GA NAHI
YEH DIL MUKHTASAR SI GUFTUGU PAR QARAAR PAAYE GA NAHI
نہ دیکھئے گھڑی وہ وقت ہے جی رکے گا نہیں
یہ دل مختصر سی گفتگو پر قرار پائے گا نہیں
Title: Urdu Ghazal or Shayari || Hindi shayari
Pita ka hath Sar par || father shayari || hindi shayari
Khushiyon se bhara har pal hota hai
Zindagi mein sunehra har kal hota hai
Milti hai kaamyaabi usko jinke
Sar par pita ka hath hota hai..🥀
खुशियों से भरा हर पल होता है,
ज़िन्दगी में सुनहरा हर कल होता है,
मिलती है कामयाबी उन को जिनके,
सर पर पिता का हाथ होता है..!!🥀
