Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
Title: Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
Tera kiya tujh par bhi aaega (Karma) || true lines || life hindi status
Ye waqt badaa taakatvar hai janaab
Ek din khudko dohraaega
Bhut jakhm diye hain tune mujhe
Tera kiya tujh par bhi aaega… 💯
ये वक़्त बड़ा ताकतवर हैं जनाब
एक दिन खुदको दोहराएगा
बहुत जख्म दिये हैं तूने मुझे
तेरा किया तुझपर भी आएगा।। 💯
