Skip to content

Shehar barbaad

  • by

Punjabi shayari sad || teri meri kahani

Title: Shehar barbaad

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Faisla usi ka tha || sad shayari

Manzil bhi uski thi, rasta bhi uska tha,
Ek mein hi akela tha, baki sara kafila bhi uska tha,
Ek sath chalne ki soch bhi uski thi,
Aur baad mein rasta badlne ka faisla bhi usi ka tha..

मंजिल भी उसकी थी, रास्ता भी उसका था,
एक मैं ही अकेला था, बाकि सारा काफिला भी उसका था,
एक साथ चलने की सोच भी उसकी थी,
और बाद में रास्ता बदलने का फैसला भी उसी का था।

Title: Faisla usi ka tha || sad shayari


Juda ho k bhi || sad shayari hindi on dhadkan

Dhadkan meri bechen rehti hai aajkal
kyuki tere begair yeh dhadakti kam aur tadapti yada hai…😭

Title: Juda ho k bhi || sad shayari hindi on dhadkan