Skip to content

Sanwla Yaar || hindi poetry

Bade ajeeb khyalon ka hai vo Mera khwaish sanwla yaar….
Mai duaa kru ya ardaas kru chahe jaau Mai majhaar🕌🕋🙏
Prey krun Mai church Mai jaakar
Chahe fere lu Mai chaar💕
Use Matlab nahi hai dharam se
Insaniyat se hai pyar…
Hamesha Jo mujhse puche 🌠shyna🌠
Tune puja Kari Kya yaar🤗
Oh mathe teke baba ko
Mai jaau peer dargaah
Usse Matlab nhi mere ishwar se
Meri duaao se hai pyar
Kismt SE rabb ne bheja mujhe ek Tere liye mere yaar
Na Hindu Mai na Muslim Mai
Bas Tera sanwala yaar
Mai bas Tera sanwala yaar

Shyna

Title: Sanwla Yaar || hindi poetry

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane

Vajah dhundni hai to muskurane ki dhundo udaasi to bas samay gvane ka ek tareeka hai

वजह ढूंढनी है तो मुस्कुराने की ढूंढो उदासी तो बस समय गवाने का एक तरीका है

Title: उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane


Ehsaas Khatam Ho Gaye || 2 lines jazbaat shayari

Ehsaas Khatam Ho Gaye
Atte Jazbaat Dafan Ho Gaye…….

Title: Ehsaas Khatam Ho Gaye || 2 lines jazbaat shayari