Skip to content

sareaam badnaam kiye ja rahe hai || sad hindi shayari

Dheere dheere samjh aa rahi hai hakikat unki,
Akele me mohabbat dikha ke, sareaam badnaam kiye ja rahe hai💯

Title: sareaam badnaam kiye ja rahe hai || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teri keemat || sad but true || hindi shayari

Kuch galtiyan bhut der mein samjh aayi humein
Teri keemat tere baad samjh aayi humein
Ab piche mudta hu to sab khaakh dikhayi deta hai
Ghar ki keemat jal jane ke baad samjh aayi humein💔

कुछ गलतियां बोहोत देर मे समझ आई हमे
तेरी कीमत तेरे बाद समझ आई हमे
अब पीछे मुड़ता हु तो सब खाख दिखाई देता है
घर की कीमत जल जाने के बाद समझ आई हमे💔

Title: Teri keemat || sad but true || hindi shayari


So sad status hindi || Saari duniya ke

Saari duniya ke the vo mere siva
maine duniya chhor di jinke liye😔😔😔

Title: So sad status hindi || Saari duniya ke