Sath toh zindagi bhi chod jaati hai
phir insaan kya chiz hai
hum toh wo hai jo chumbak ke tarah chipak jayae
ek baar chipak jayae phir hatana mushqil hi nhi namumkin hai…
Enjoy Every Movement of life!
Sath toh zindagi bhi chod jaati hai
phir insaan kya chiz hai
hum toh wo hai jo chumbak ke tarah chipak jayae
ek baar chipak jayae phir hatana mushqil hi nhi namumkin hai…
Yaadein do dilo ke fasle ko kam karti hai,
Zindagi aap jaise dosto par naaz karti hai 🤗
Mat ho udaas ke aap door hai humse
Kyunki duriyan hi rishton ko aur khaas karti hai 💕
यादें दो दिलों के फासले को कम करती है,
ज़िन्दगी आप जैसे दोस्तों पर नाज़ करती हैं,🤗
मत हो उदास कि आप दूर हैं हमसे ,
क्योंकि दूरियां ही रिश्तों को और खास करती हैं।💕
