sawan aaya hai || hindi song || hindi shayari
yaha tera hi nasha mozud tha har taraf
dil guzra mera us daur se..!!
badal barse yun sawan mein jhumte hue
ke teri yaadon ne gher liya charo or se..!!
sawan aaya hai || hindi song || hindi shayari
yaha tera hi nasha mozud tha har taraf
dil guzra mera us daur se..!!
badal barse yun sawan mein jhumte hue
ke teri yaadon ne gher liya charo or se..!!
GUZRE THE MAAZI MAIN JO HAALAAT KHUD PAR KABHI
BE-KHAUF BHULA DETE HAIN WO WAQT LOG TAAREEKH MAIN AAJ KI
گزرے تھے ماضی میں جو حالات خود پر کبھی
بے خوف بھلا دیتے ہیں وہ وقت لوگ تاریخ میں آج ک
chupake chupake pahale vo zindagee mein aate hain,
meethee meethee baaton se dil mein utar jaate hai,
bach ke rahana in husan vaalon se yaaro,
in kee aag mein kaee aashik jal jaate hain…
चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी में आते हैं,
मीठी मीठी बातों से दिल में उतर जाते है,
बच के रहना इन हुसन वालों से यारो,
इन की आग में कई आशिक जल जाते हैं…