Skip to content

Saza menu karni pawe qubool 💔 || sad Punjabi status || Punjabi quotes

Waah ! Oye sajjna tere ishq da asool
Galti teri howe ja meri
Saza menu hi karni pawe qubool💔..!!

ਵਾਹ ! ਓਏ ਸੱਜਣਾ ਤੇਰੇ ਇਸ਼ਕ ਦਾ ਅਸੂਲ
ਗਲਤੀ ਤੇਰੀ ਹੋਵੇ ਜਾਂ ਮੇਰੀ
ਸਜ਼ਾ ਮੈਨੂੰ ਹੀ ਕਰਨੀ ਪਵੇ ਕਬੂਲ💔..!!

Title: Saza menu karni pawe qubool 💔 || sad Punjabi status || Punjabi quotes

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dukhi to har koi hai😔 || two line hindi shayAri

Dukhi to har koi hai janab😒
Bas dusro ke dard dekh ke khush hai🙃✍

दुखी तो हर कोई है जनाब😒
बस दुसरो के दर्द देख के खुश है। 🙃✍

Title: Dukhi to har koi hai😔 || two line hindi shayAri


Hath to milaya kar || Hindi shayari

Khud ko itna bhi matt bachaya kar
Barishein ho to bheeg jaya kar
Chand lakar koi nahi dega
Apne chehre se jagmagaya kar
Dard heera hai dard moti hai
Dard ankhon se mat bahaya kar
Kaam le kuch haseen hontho se
Baaton baaton mein muskuraya kar
Kaun kehta hai dil milane ko
Kam se kam hath to milaya kar..😊

खुद को इतना भी मत बचाया कर,
बारिशें हो तो भीग जाया कर।
चाँद लाकर कोई नहीं देगा,
अपने चेहरे से जगमगाया कर।
दर्द हीरा है, दर्द मोती है,
दर्द आँखों से मत बहाया कर।
काम ले कुछ हसीन होंठो से,
बातों-बातों में मुस्कुराया कर
कौन कहता है दिल मिलाने को,
कम-से-कम हाथ तो मिलाया कर।😊

Title: Hath to milaya kar || Hindi shayari