Skip to content

Sbb khtm hoju || Sad 2 line punjabi status

Sochya ni c ke inni chetti sbb khtm hoju
Dil de armaan tere naal rehn de inj dafn hoju….

Title: Sbb khtm hoju || Sad 2 line punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ham samajhte the || 2 lines love shayari hindi

Ham samjhte the diwaali ko chaand nahi nikalta
unko dekha toh hamari galat-fehmi door ho gai

ਹਮ ਸਮਝਤੇ ਥੇ ਦਿਵਾਲੀ ਕੋ ਚਾਦ ਨਹੀਂ ਨਿਕਲਤਾ
ਉਨਕੋ ਦੇਖ਼ਾ ਤੋ ਹਮਾਰੀ ਗਲਤਫਹਿਮੀ ਦੂਰ ਹੋ ਗਈ

Title: Ham samajhte the || 2 lines love shayari hindi


Mil Jaayega Sacha humsafar

Ye tune Kya Kar diya mere Dil pe asar…
Ke tum khawabon mein aane Lage is Kadar…
Hosh Bhi na raha Tere pyaar mein mere Dilbar…
Tum Kyun ban Jaate nahi mere humsafar?
Ek baar hee Sahi karte Deedar agar…
To Tere pyaar mein jee lete 100 saal Bhi Tanha rahe Kar…

Title: Mil Jaayega Sacha humsafar