Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Apno mein doori || sad but true || hindi shayari
Apno mein aa gyi aaj ankahi si doori hai,
Sabke sath rehna bhi ban gayi mazboori hai🙌
अपनो में आ गई आज अनकही सी दूरी है,
सबके साथ रहना भी बन गई मजबूरी है🙌
Title: Apno mein doori || sad but true || hindi shayari
Jhootha hi sahi || 2 lines sad love
Jhutha hi sahi tasli na diya hota,
Gar Ishq nahi tha hamse toh kabul bhi na kiya hota.
झूठा ही सही तसली ना दिया होता,
गर इश्क़ नही था हमसे तो कबूल भी ना किया होता|

