Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mai Te Teri Zaad
“bho khwabon mai aaya karte❤”
“isliye hamne sona hi shod diyyan”
“log dekh lete the chehra tera in aansuon mai”
“isliye hamne rona hi shod diyyan💔”
Title: Mai Te Teri Zaad
Dard hindi shayari || har mulaaqaat par
har mulaaqaat par vaqt ka takaaza hua,
har yaad pe dil ka dard taaza hua..
हर मुलाक़ात पर वक़्त का तकाज़ा हुआ,
हर याद पे दिल का दर्द ताज़ा हुआ..
