Skip to content

vikrant sharma

Taswir shayari

Jab tu bhejti hai taswir apni din acha sa ho jata hai

duniya jhuthi hai magar tu sachi lagti hai

Teri bahoon me aane ka man karta hai

Tu teri khusbo ko andar smane ka man karta hai

Khoo jau teri khusbu me yahi man karta hai

Or tarif kitni bhi karu teri kam hi lagti hai

Log kehte hai sabke 7 chehre hote hai duniya mein

Par mujhe toh ek bhi nhi mila tere jaise

Keh sakte hai ki duniya me tere alava koi na hai duja

Pyar ki shuruwat || Hindi love shayari

Pagal bhi samajhdar bhi tere pyar ne bnaya

Tu na thi jab Sara samay akele hi bitaya

Na jane us din kya hua tha konse sitare chamke the meri zindgi ke

Achi baat hai hmari mulakat hui or mere gaon me arse se barsat nhi hui thi par us din barshat bhi hui

Or us din dub gya tha mein baarish me nhi teri aankoh me

vikrant sharma