Skip to content

Qureshi Rukhsana

Tanhayee || sad hindi shayari || sad but true

Sad hindi shayari || Tanhayiyan dawa ban jati hainJab bheed main dard milne lagta haiTanhayiyan batein karti hain hamse Jab bheed main dard milne lagta hai
Tanhayiyan dawa ban jati hain
Jab bheed main dard milne lagta hai
Tanhayiyan batein karti hain hamse 
Jab bheed main dard milne lagta hai

Mera wajood jab tuje chubne laga tha || sad hindi shayari

Mera wajood jab tuje chubhne laga tha
Mera dil jab tujhey khilona laga tha
Mera hath thamna jab tuje mushqil laga tha
Main waheen bikhra pada tha kaheen
jahan
kisi aur ka hath tham ke tuje rukna  pada tha💔

मेरा वज़ूद जब तुझे चुभने लगा था
मेरा दिल जब तुझे खिलौना लगा था
मेरा हाथ थामना जब तुझे मुश्किल लग था
मैं वही बिखरा पड़ा था कहीं यहां
किसी और का हाथ थाम के तुझे रुकना पड़ा था💔

Qureshi Rukhsana