Skip to content

Sapna Mishra

Teri aadtein || hindi shayari for love

Jahan ka Sitara jakr aasam ka tara ban gya!!

Hum reh gye akele iss jahan me uski yaadein humare jeene ka sahara ban gya..

Kuch sapne kuch waade adhure chhod gya..

Han wo apno ko bhi iss bheed me tanha chhod gya..

Hai pta ki ab aayega nhi wo kabhi laut kr!!

Par ye bhi hai yakin uska ehsas gya hai wo chhod kr..

Tu hai nhi ab iss jahan ke liye!!

Par maine tujhe apna bnaya khuda hai..

Teri aadte meri adaa ban gyi hai!!

Hn teri yaadein meri zindagi ban gyi hai..

Sapna Mishra