Skip to content

Love Hindi Shayari

Love hindi shayari, love shayari, love shayari in hindi, love shayari, romantic shayari, pyar bhari shayari, romantic shayari for gf, bf and wife.

Hindi shayari in english, latest daily updated love and romantic shayari in hindi for whatsapp and fb.

Love is a beautiful thing in our life and love shayari helps us to express our love, feelings for our sweetheart.

We post daily love hindi shayari, pyar hindi shayaris on this page. You can read, submit and share these love, romantic and pyar hindi status.

Wafa ka dariya kabhi rukta nahi || shayari hindi

वफ़ा का दरिया कभी रुकता नही,
इश्क़ में प्रेमी कभी झुकता नही,
खामोश हैं हम किसी के खुशी के लिए,
ना सोचो के हमारा दिल दुःखता नहीं!

ONE SIDED LOVE || main raja toh nahi

Main raja toh nhi hu , pr use rani bna ke rakhna chahta hu 

Main raja toh nhi hu , pr use rani bna ke rakhna chahta hu

Main unhe chahta toh hu bahut  

Main unhe chahta toh hu bahut , 

pr unhe bta bhi nhi sakta , 

kyunki 

Onhe panne Se jyada  khune se hu darta 

Dard❤️‍🩹 | Or phir maine use kabhi nhi dekha,

Or phir maine use kabhi nhi dekha,

Aakhon mein aansu liye use khush rehne ko likha,

Haan Mere alfaaZ kadak toh the, usne mere kadak alfaaz toh dekha pr unke piche chupe dard ko nhi dekha🥀

Kon kehta hai pyaar sirf ek bar || one love status

Kon kehta hai pyaar sirf ek bar hota hai hum to jab bhi unhe dekhte hai unhi se baar baar hota hai 😍

कौन कहता है प्यार सिर्फ एक बार होता है हम तो जब भी उन्हे देखते हैं उन्ही से बार बार होता है 😍

Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….