Skip to content

Two Lines Hindi Shayari

Sometimes only 2 lines hindi thoughts, two lines hindi shayari is enough to express your feelings and emotions. Here you will find best 2 lines hindi status which can be sad, love and romantic.

Khud ko khud hasana padta hai || hindi shayari || sad shayari

Sad hindi shayari || Khud ko khud bahlana pdta hai 
Waqt bhi bda ajeeb hai khud ko khud hasana pdta hai....
Khud ko khud bahlana pdta hai 
Waqt bhi bda ajeeb hai khud ko khud hasana pdta hai….

Kaise faasle || two line hindi shayari

Doori Hui To Unse Kareeb Aur Hum Huye 
Ye kese Faasle The Jo Badne Se Kam Huye….💔

दूरी हुई तो उनसे करीब और हम हुए
ये कैसे फासले थे जो बढ़ने से कम हुए….💔

Door rehne do || true line shayari

Main khush hu mujhe khush rehne do, 
Main dur hu mohabbaton ke wehamon se mujhe dur rehne do….!!!

मैं खुश हूं मुझे खुश रहने दो,
मैं दूर हूं मोहोब्बतों के वहमों से मुझे दूर रहने दो….!!!

Gam || hindi shayari || sad shayari

Hamara libaas dekhkr hame gareeb n samjh 
Hamara gam bhi tumhari jayedad se jyada hai..

हमारा लिबास देखकर हमें गरीब न समझ
हमारा गम भी तुम्हारी जायदाद से ज्यादा है..

Na pasand ko pasand bnaya hai || hindi shayari || sad but true

Yaha kisko mila hai wo Jo use pasand aaya ho, 
Na pasand ko pasand banaya hai har kisi ne…….🙌

यहाँ किसको मिला है वो जो उसे पसंद आया हो,
न पसंद को पसंद बनाया है हर किसी ने……🙌

Heart touching shayari || Hindi shayari || true line shayari

Kon chahta hai un tute dilon ko, sabko ek dil chahiye todne ke liye…..💔

कौन चाहता है उन टूटे दिलों को
सबको एक दिल चाहिए तोड़ने के लिये 💔

Hasne ka anjam || heart touching shayari

Bahot  hasne ka yahi anjam hota hai
Ki ham rona bhi chahe to
Kabhi roya nahi jata💔

बहुत हसने का यही अंजाम होता है
कि हम रोना भी चाहे तो
कभी रोया नहीं जाता💔

Maa || hindi shayari || miss you maa

Jannat ka har lmha deedar kiya tha 
Maa tune jb god me lekr pyar kiya tha 😢😢

जन्न्त का हर लम्हा दीदार किया था
माँ तूने जब गोद में लेकर प्यार किया था😢😢