Skip to content

Shayri attitude || udh rahe kabootar

Udh rahe kabootar shehar me
enhe shant kaun karega
yadi ham shareef ho gaye
to kaandd kaon karega

उड़ रहे कबूतर शहर में,
इन्हे शांत कौन करेगा;
यदि हम शरीफ हो गए,
तो कांड कौन करेगा।

Title: Shayri attitude || udh rahe kabootar

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khafa ja bewafa || Punjabi true line shayari || sad status

Sad status || sad shayari || Kuj badle badle ne andaaz ohna de
Khaure khafa ne sathon ja bewafa ho gaye..!!
Kuj badle badle ne andaaz ohna de
Khaure khafa ne sathon ja bewafa ho gaye..!!

Title: Khafa ja bewafa || Punjabi true line shayari || sad status


Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari

Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔

Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari