Enjoy Every Movement of life!
Kisi ka chup hona
apni hoshiyari mat samjhna
wo aapki nahi janaab
apni hoshiyaari ki wajah se chup hai
किसी का चुप होना
अपनी होशियारी मत समझना,
वो आपकी नहीं जनाब,
अपनी होशियारी की वजह से चुप है♠️
Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar bethai,
Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar bethai.
