Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dam Mein Dam || 2lines status
Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
जब तक था दम में दम न दबे आसमाँ से हम,
जब दम निकल गया तो ज़मीं ने दबा लिया।
Title: Dam Mein Dam || 2lines status
Hindi motivational shayari || two line shayari
Jeet hasil karni ho to kabiliyat bdhayo
Kismat ki roti to kutto ko bhi mila karti hai🙌
जीत हासिल करनी हो तो क़ाबिलियत बढ़ाओ
क़िस्मत की रोटी तो कुत्तों को भी मिला करती है🙌



