Skip to content

SIFHAT

Hath ch le k tasveer, teri motii akh wali har shaam karan sifhat me tere naam di, rabb wali

Hath ch le k tasveer, teri motii akh wali
har shaam
karan sifhat me tere naam di, rabb wali


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyar ki shuruwat || Hindi love shayari

Pagal bhi samajhdar bhi tere pyar ne bnaya

Tu na thi jab Sara samay akele hi bitaya

Na jane us din kya hua tha konse sitare chamke the meri zindgi ke

Achi baat hai hmari mulakat hui or mere gaon me arse se barsat nhi hui thi par us din barshat bhi hui

Or us din dub gya tha mein baarish me nhi teri aankoh me

Title: Pyar ki shuruwat || Hindi love shayari


Teri ibadat ki hai || love hindi shayari

Tumse mohabbat ki hoti toh Shayad tumhe bhula bhi dete
Humne ibadat ki hai teri marte dam Tak sajda krenge…🥰😇

तुमसे मोहोब्बत की होती तो शायद तुम्हे भुला भी देते
हमने इबादत की है तेरी मरते दम तक सजदा करेंगे…🥰😇

Title: Teri ibadat ki hai || love hindi shayari