Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jisko jitni jaroorat thi || 2 lines sad shayari
Achhee ne achaa aur buree ne bura kaha mujhe
bas jisko jitni zarurat thi utna hi jaana mujhe
Title: Jisko jitni jaroorat thi || 2 lines sad shayari
Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari
Kismat ye mera imtehaan le rahi hai
Tadap kar yeh mujhe dard de Rahi hai
Dil se kabhi bhi mene use door nhi kiya
Fir kyu bewafai Ka veh ilzaam de Rahi hai
किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है

