Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Hum roz na jaane kitne dard sehte hain,
Uski yaad me din raat marte hain.
Are koi jakar use batao,
Uske maa-baap ke baad sabse jyda pyaar use hum karte hain ❤️
Title: Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Kaun rakhega yaad hame || two line Hindi shayari || best shayari
Koun rakhega yaad hame is daur-e-khudgarzi mein
Haalat aise hai ki logo ko khuda yad nahi rehta💯
कौन रखेगा याद हमे इस दौर-ए-खुदगरज़ी में
हालत ऐसे है कि लोगो को खुदा याद नहीं रहता💯
