
Sohne tere khayal te sohni yaari ve..!!

Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha
Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum
Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam
Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b
Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……
ये दुनिया भी जैसे गोल है ,
यहां रिश्ते भी कुछ ही अनमोल है ।
खुशी वाला लग रहा आज कल माहोल है ,
मानो या ना मानो सबके यहां डबल रोल है ।💯
Yeh Duniya jesi gol hai, Yahan Rishte bhi kuch Anmol hai. Khusiwala lag raha aaj kal Maahol hai, Mano ya na mano sabke yahan Double-role hai...💯