Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
saheb dil diya hai || pyar hindi shayari
Saheb dil diya hai hum ne tumko
Jara to hum pe taras karo,
Etna na tadpao hume.
Beshak, choti he sahi
Magar mulaqat ka waqt to jahir karo…
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻
Title: saheb dil diya hai || pyar hindi shayari
Bhut pyar aata hai tumpar || love Hindi shayari
Bhut pyar aata hai tumpar
Jab tum gusse mein hoti ho
Aur kehti ho tumhari jo marzi ho karo 😘
बहुत प्यार आता है तुम पर ॥
जब तुम गुस्से में होती हो ॥
और कहती हो तुम्हारी जो मरजी हो करो॥😘



