Skip to content

Subaah usda v puttha c || Punjabi status

Kujh usdi aakad c
te kujh mera gussa c
me nakhre kardi c,
subaah usda v puttha c

ਕੁਝ ਉਸਦੀ ਆਕੜ ਸੀ,
ਤੇ ਕੁਝ ਮੇਰਾ ਗੁੱਸਾ ਸੀ …
ਮੈਂ ਨਖਰੇ ਕਰਦੀ ਸੀ,
ਸੁਭਾਅ ਉਸਦਾ ਵੀ ਪੁੱਠਾ ਸੀ..।।

Title: Subaah usda v puttha c || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil rone laga || sad but true lines || hindi shayari

Teri baaton ka asr hone lga
Teri yaadon mein main khone lga 
Saath bhi hmesha apna hoga kabhi 
Yahi sochkar dil mera rone lga😢

तेरी बातों का असर होने लगा
तेरी यादों में मैं खोने लगा
साथ भी हमेशा अपना होगा कभी
यही सोचकर दिल मेरा रोने लगा😢

Title: Dil rone laga || sad but true lines || hindi shayari


Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Itni Muddat Baad #Gazal# 

Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho

Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho

Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho

Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!

Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal