Skip to content

SUKE PATE

Jiwe landi rahi hwa suke pateyaan chon naina cho ho ke supne unjh langde rahe ik mileyaa na pyar tera jo hameshan asin mangde rahe

Jiwe landi rahi hwa suke pateyaan chon
naina cho ho ke supne unjh langde rahe
ik mileyaa na pyar tera
jo hameshan asin mangde rahe


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari


Ashiqa De Masle || Sad Love Shayari

ਹੁਣ ਆਸ਼ਿਕਾ ਦੇ ਮਸਲੇ ਤੋਂ ਦੂਰ ਰਹਿੰਦਾ ..!!
ਫੱਠ ਭਰੇ ਨਹੀਓ ਜਾਂਦੇ ਦਿੱਤੇ ਧੋਖਵਾਜਾ ਦੇ ..!!

Hun Ashiqa De Masle to Door rahida
Fatth bhre nahio jande dite dhokebaza de

Title: Ashiqa De Masle || Sad Love Shayari