Skip to content

Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari

Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂

सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂

Title: Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apna kaun hai || hindi shayari || two line shayari

Zikar se nhi
fikar se pata chalta hai ki aapna kaun hai…❣️

ज़िक्र से नहीं
फिक्र से पता चलता है कि अपना कौन है…❣️

Title: Apna kaun hai || hindi shayari || two line shayari


Tumse mohabbat || 2 lines love status

Tumse mohobbat h, to vaade bhi nibhayenge…
Tum sath nibhane ki himat rakho bas,
Baki hum sab kr jayenge… 

Title: Tumse mohabbat || 2 lines love status