Skip to content

Supne taan bahut ne || dard alone sad shayari punjabi

Supne taan bahut ne
Prr tere nall hi pure krange
Je tu na mili taan
Jee ke asi vi ki krange

Title: Supne taan bahut ne || dard alone sad shayari punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat || Heart touching hindi shayari

Duniya me jeene ki chahat na hoti
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte
Agar mohabbat me bewafai na hoti.
Yadon me hamari wo bhi khoye honge
Khuli aankhonse kabhi wo bhi soye honge,
Mana hasna hai ada gam chhupane ki
Par haste haste kabhi wo bhi roye honge

Title: Mohabbat || Heart touching hindi shayari


Pyar ka ehsaas || love hindi shayari

Aaj kal yuh hi Tera zikr hone lga hai…
Dil khush kitna hone lga hai….
Na jane kyu iss dil ko pyaar ka ehsaas hone lga hai ❤️

आज कल यूँ ही तेरा ज़िक्र होने लगा है
दिल खुश कितना होने लगा है
न जाने क्यों इस दिल को प्यार का एहसास होने लगा है ❤️

Title: Pyar ka ehsaas || love hindi shayari