Skip to content

TAKLEEF | DIL DA DARD SHAYARI

Dil da dard shayari, tutte dil punjabi shayari

dil de dard nu dil todhan wale ki janan
kinni hundi aa takleef, maut vich
upron ful chadhaun wale ki janan


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad hai ?

Yaad hai wo raat jbb humne tumhe

chaand aur khud ko Tara kaha tha

Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb

Tumhe khudko humara kaha thaa

Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya

Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko

Kisi ka sahara kaha tha….

~priyanshi pathak

Title: Yaad hai ?


nafrat na ho…🤫♥️ || pyar n love shayari

याद ऐसे करो की हद्द न हो,

भरोसा इतना करो कि शक न हो,

इंतज़ार इतना करो कि कोई वक़्त न हो,

प्यार ऐसे करो की कभी नफरत न हो…🤫♥️

Yaad aisa karo ki hadh na ho,

Bharosa itna karo ki shak na ho,

Intezar itna karo ki koi waqt na ho,

Pyaar aisa karo ki nafrat na ho…🤫♥️

Title: nafrat na ho…🤫♥️ || pyar n love shayari