
Jab bheed main dard milne lagta hai
Tanhayiyan batein karti hain hamse
Jab bheed main dard milne lagta hai

Vo mera kon hai maloom nhi hai lekin
Jab bhi milta hai pehlu mein jgah deta hai🥰
वो मेरा कौन है मालूम नहीं है लेकिन,
जब भी मिलता है तो पहलू में जगा देता है।🥰
Chal rha to chal………na piche dekh ruk matt…
na khud ko rok…. bs age bdne ki soch…
pathar atte hai zindagi mai….taraash unko or heera bnn
Chal rha to chal..na piche dekh…
safr bhut hai ..mazil ab ..door..
na piche dekh …chal rha h to chal.. na piche dekh…