Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari
. ♥️ Ajeeb thi daastaan ♥️
Kaise sunau Darr jo dil mein hai
Toofan se bhi zyada baatein dil mein hai
Ajeeb thi wo daastaan j
is ke khaatir saari zindagi hum Darte darte jee gaye…….. .
………..nida………..
Title: Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔
