Skip to content
beparwah punjabi shayari | Asin la leya e tareyaan naal g hun saanu teri lodh na

Asin la leya e tareyaan naal g
hun saanu teri lodh na


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hindi shayari || true line shayari

Khuda ko bhul gye log fikr-e-rozi mein
Rizk kamane me razik ko bhul gye..

खुदा को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
रिज़्क़ कमाने में राजिक को भूल गए..

Title: Hindi shayari || true line shayari


Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari