Skip to content

Tarsaye jaate || hindi shayari dard and love

Suno

भर के लबों से जाम
बज्म मैं छलकाए जाते है

और सितम तो देखिए
एक कतरे के लिए इरफान
को तरसाए जाते है

Title: Tarsaye jaate || hindi shayari dard and love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari

Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!

मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!

Title: Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari


Bewafa hindi shayari || mujhe nazar andaaz karke

Mujhe nazar andaaz karke
bhi meri mohobat se khud
ko tu na bacha saki
arey mujhse bewafayi
karke bhi tujhe kuch mila nahi
par kisi aur se dil laga ke bhi tu kuch na paa saki