Skip to content

Taswir shayari

Jab tu bhejti hai taswir apni din acha sa ho jata hai

duniya jhuthi hai magar tu sachi lagti hai

Teri bahoon me aane ka man karta hai

Tu teri khusbo ko andar smane ka man karta hai

Khoo jau teri khusbu me yahi man karta hai

Or tarif kitni bhi karu teri kam hi lagti hai

Log kehte hai sabke 7 chehre hote hai duniya mein

Par mujhe toh ek bhi nhi mila tere jaise

Keh sakte hai ki duniya me tere alava koi na hai duja

Title: Taswir shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu

Wo mile, baat kiye, fir thukraa ke chal diye
ham baithe, jraa roye, fir muskuraa ke chal diye

वो मिले, बात किए, फिर ठुकरा के चल दिए।
हम बैठे, जरा रोए, फिर मुस्कुरा के चल दिए।

हर्ष ✍️

Title: Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu


Chheti tuttan wale || 2 lines dard shyari

chheti tuttan wale nahi si
bas koi apna bna ke todh gya

ਛੇਤੀ ਟੁੱਟਣ ਵਾਲੇ ਨਹੀਂ ਸੀ,
ਬੱਸ ਕੋਈ ਆਪਣਾ ਬਣਾ ਕੇ ਤੋੜ ਗਿਆ…🎭

Title: Chheti tuttan wale || 2 lines dard shyari