love whatsapp video status || hindi song || hindi shayari
meri mehkti jawani ye keh rahi hai
humein pyar tujse hai ho gya..!!
meri ishq kahani ye keh rahi hai
humein pyar tujse hai ho gya..!!
tere khwabon mein hi rehte hain ab har waqt di raat mein
jaan teri ye diwani tujse keh rahi hai
humein pyar tujse hai ho gya..!!
Haan…
Khoobsurat hota hai har lamha jab vo sath hota hai,
Yakeen maano,
Uske jate hi mene foolon ko bhi murjhate dekha hai…❤️
हाँ…
खूबसूरत होता है हर लम्हा जब वो साथ होता है,
यकीन मानो,
उसके जाते ही मैंने फूलों को भी मुरझाते देखा है…❤️