Skip to content

teh_hota_hai_door_hona_best_hindi_lines

  • by

Title: teh_hota_hai_door_hona_best_hindi_lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khwab toot te dekha hai || sad but true || sad hindi shayari

Yun hi nhi pahuche is mukaam par
Waqt ke sath logo ko badlate dekha hai 🙃
Mat puchiye humse khawahishon ki keemat
Khwaab dekhne ki umar me unhe toot te dekha hai 💔

यूं ही नही पहुंचे इस मुकाम पर
वक़्त के साथ लोगों को बदलते देखा है 🙃
मत पूछिए हमसे ख्वाहिशों की कीमत
ख्वाब देखने की उम्र में उन्हें टूटते देखा है 💔

Title: Khwab toot te dekha hai || sad but true || sad hindi shayari


Muskurana bhool jata hai

Zindagi me ek waqt aisa bhi aata hai jab sab kuch thik hone ke baad bhi INSAAN muskurana bhool jata hai

ज़िंदगी में एक वक़्त ऐसा भी आता है जब सब कुछ ठीक होने के बाद भी इंसान मुस्कुराना भूल जाता है 

Title: Muskurana bhool jata hai