Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gunahgar hai duniya wale || hindi shayari
Bhut dino se koi sada mijaji bhi nhi mila,
Lagta hai,
Gunahgaar hai sare duniya wale jo sir jhuka kar chalte hain…😶
बहुत दिनों से कोई सादा मिजाज़ी भी नहीं मिला,
लगता है,
गुनहगार है सारे दुनिया वाले जो सिर झुका कर चलते हैं…😶
Title: Gunahgar hai duniya wale || hindi shayari
Najma deevano ka || love Hindi shayari
Ek to najma deevano🫣 ka upr se ishq❤️🩹 bhi shaamil hai…aap kehte hain mehfil ise mujhe lgta hai mera dil hai💞
एक तो नज्मा दीवानों🫣 का ऊपर से इश्क़ ❤️🩹 भी शामिल है आप कहते हैं महफिल इसे मुझे लगता है मेरा दिल है💞




