Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pathron ko kahan dard || shayari in hindi || true line

or sab karzo se bura mohobat ka karz hota hai
arey tu de le jitne zakham dene
hai mere dil ko
akhir pathro ko kaha dard hota hai
Khamoshi hindi shayari || best shayari
Chup reh kar bhi kya shor hai
Kuch gaur ispe kijiye..!!
Lafzon mein kya rakha hai sahib
Khamoshiyon ko sun lijiye..!!
चुप रह कर भी क्या शोर है
कुछ गौर इसपे कीजिए..!!
लफ़्ज़ों में क्या रखा है साहिब
खामोशियों को सुन लीजिए..!!
